मनोरंजन या विचारधारा? सिनेमा के परदे के पीछे की राजनीति - Shubham Arya (Actor & Writer)
Mera yeh article EMS India par publish hua hai jahan mujhe “अभिनेता और लेखक” ke roop me present kiya gaya hai. Is lekh me maine cinema aur vichardhara ke beech ke sambandh ko samajhne ki koshish ki hai.
Mera pura Article yahaan padhein: “मनोरंजन या विचारधारा? सिनेमा के पर्दे के पीछे छिपी राजनीति”
Summary:
Is article me maine yeh explore kiya hai ki aaj ke samay me cinema sirf manoranjan tak seemit nahi hai, balki vah ek vichardhara ko prastut karne ka madhyam bhi ban chuka hai. Kahani aur rajneeti ke beech ka yeh mel samajhne layak hai.




Comments
Post a Comment